Bane Hum Dharma Ke Yogi
बनें हम धर्मके योगी
बनें हम धर्मके योगी, धरेंगे ध्यान संस्कृति का
उठाकर धर्मका झंडा, करेंगे उत्थान संस्कृति का ।। धृ ||
Bane Hum Dharma Ke Yogi, Dharenge Dhyan Sanskriti Ka
Uthakar Dharma Ka Jandha Kare Utthan Sanskriti Ka ||
गलेमें शीलकी माला, पहनकर ज्ञानकी कफनी
पकडकर त्यागका झंडा, रखेंगे मान संस्कृति का ||१||
Gale Main Sheel Ki Mala, Pahanakar Gyan Ki Kaphani
Pakadakar Tyag Ka Jandha, Dhare Abhiman Sanskriti Ka ||1||
जलकर कष्टकी होली, ऊठाकर ईष्तकी झोली
जमाकर संतकी टोली, करें ऊत्थान संस्कृति का ||२||
Jala Kar Swaarth Holi,Uthakar Ishta Ki Jholi
Jamakar Sant Ki Toli, Kare Ouchar Sanskriti Ka ||2||
हमारे जन्मका सार्थक, हमारे मोक्षका साधन
हमारे स्वर्गका साधन, करें ऊत्थान संस्कृति का ||3||
Hamare Janma Ka Sarthak,Hamare Moksha Ka Karan
Hamare Svarga Ka Sadhan Yahi Utthan Sanskriti Ka ||3||